Yaad-E-Nabi Gulshan Mehka Lyrics

Nusrat Fateh Ali Khan

Nabi (Saw) Ki yaad hay sarmaaya gham kay maaron kaa Yehi to aik waseela hay bey-saharon kaa
Yaad-e-Nabi (Saw) Ka gulshan mehka mehkaa lagta hay Mehka lagta hay yaad-e-Nabi (Saw) Ka gulshan mehka mehkaa lagta hay
Yaad-e-Nabi (Saw) Yaad-e-Nabi (Saw) Ka gulshan mehka gulshan mehka Lagta hay, lagta hay, lagta hay
Yaad-e-Nabi (Saw) Ka gulshan mehka mehkaa lagta hay Mehfil main mojood hain Aqa (Saw) Aisa lagta hay
Mehfil main Mehfil main ayey hain who (Saw) Kamli Walay (Saw) Mehfil main aye hain who (Saw) Mehfil main
Jo manga hay mango Jo manga hay mango layna hay jo bhee lay lo Kamli Walay (Saw)
Mehfil main aye hain who (Saw) Mehfil main ayey hain who (Saw) Kamli Walay (Saw) Mehfil main aye hain who (Saw)
Sal-lay-Alaa pukaro Sarkar (Saw) Agaye hain (Saw)
Utho aye bay-saharo Sarkar (Saw) Agaye hain Mehboob-e-do jahan (Saw) Ki tazeem laazmi hay
Jhuk jao chand taro Sarkar (Saw) Agaye hain Kamli Walay (Saw)
Mehfil main aye hain Wo (Saw) Mehfil main Mojood hain Aqa (Saw) Aisa lagta hay
Naam-e-Muhammad (Saw) Kitna meetha meetha lagta hay Pyaray Nabi (Saw) Ka zikr bhee hum ko pyara lagta hay
Lab par naghmay Sall-lay-alaa kay haathon main kashkol Lab par naghmay Lab par naghmay Sall-lay-alaa kay haathon main kashkol
Dekho to Sarkar (Saw) Ka mangta kaisa lagta hay

Gracenote

Official Artist-Approved Licensed
Lyrics from Gracenote
Lyrics Terms of Use

Add Tag

Tags

Tell Us What These Lyrics Mean To You...

Mobile Sitehide
Hey, we have a new extension for Chrome: Lyrics for Youtube! More info...